No dignity

Just saw the clip of NDTV where a so called journalist, don’t know his name, was literally grilling the parents of the four month old baby who died because of severe cold which he caught coming to the protest site of shaheen bagh with his mother.

The journalist was – “Ap apne bachcho ko kaise laasakte hai?
Ap kyun bachcho ko iska hissa bana rahe hai jab unko kuch pata bhi nahi hai?”
The journalist fell so low that even asked ke
“Ke wo bachcha apka hi tha?”

“Apko usko ek aisa wataawaran dena chahiye tha ke wo bachcha hasta khelta. Ap kyun protest mein laaye, CAA/NRC par?”

The mother Nazia, gave a befitting reply ke bachcho “ke liye hi aaye hai, ke unhe behtar future deysakey, aur jab bachcha 4 months ka hai to mera hi feed karta tha, to kia ghar par rakhkar aate bachcho ke Modiji sambhaale?”

SunhanAllah! The parents are so poor, I believe koi documents bhi nahi hongey unke paas, they must be thinking ke detention centres mein jaane se behtar hai sadak par haqq ki ladaai lad li jaaye.

The level of journalism is so low here.

The journalist thinks he knows better than parents to take care of kids?

How dare he said that!!!

According to the so called journalist the parents need counselling!

Hadh hai waqai!

Dil aksar udaas hota hai
ye sab manzar dekhkar.
Lekin, maayus hum ho nahi sakte apne Rabb ki rehmat se, yehi emaan ka taqaaza hai aur hamari himmat bhi, yaqeeni taur par.

May Allah swt guide us all and help us all.
Ameen

Hasbunallahu wa’nimal Wakeel.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *