Khauf aur Nafrat

Jo log ye kehte hai ke mohabbat bhout badi taaqat hai aur usse sab kuch hosakta hai, darasal jhoot bolte hai.

Nafrat aur Khauf, aise hathiyaar hai ke ap inhe aam insaano mein aam karke, apne na qabile bardaasht kaamo ko anjaam dey sakte hai, ek aam insaan bhi bhool jaata hai ke uski bunyaadi zarooriyaat kia hai aur usey mayassar horahi hai ya nahi, usey bas yaad rehta hai to khauf aur nafrat.
Having said that, let me be clear, I am no supporter of the other party either.

We have witnessed enough horrors under them as well but because there is now a bigger evil in the pic, people see the other option as the lesser of two evils.

But the point which should not be missed is that they too are evil.
Khair, Apke zulm ka sarmaaya hum dekhrahe hai, aur hum jaante hai ke ye aur zyada hi badhega, lekin hum bhi inshaAllah haqq par aisi saabit qaadmi ki misaal qaayam karengey ke hum sirf zameen par hi nahi, aasmaano par bhi pehchaane jaayengey!
Hasbunallahu wa’nimal wakeel!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *